tum bus rukne k sthan par chale jayo (convert it into sanyukt vakya)
Answers
Answered by
5
Tum chale jao jahan bas rukti hai..............
vishavnain:
I'm confused, can u explain it as (jaha) is mainly uses in mishr sentences
Answered by
2
Sanyukt vaakya ka artha hai ki do alag alag vaakyo ko jodd kar ekk hi vaakya me badal dena. Yeh hindi bhasha me bahut hi jyaada jaroori hain. Yha par jo vaakya diye huye hain unko JAHA shabd k maadhyam se joda ja sakta hai. yeh or bhi doosre tareeke se jode jaa sakte hain lekin joo sabse achha hoga wo hai:
Tum us sthaan par jaao jahan bus rukti hai.
Similar questions