Hindi, asked by ritigargmangla, 7 days ago

two birds ke bich mein samvad

Answers

Answered by karimagiri108
1

Answer:

Answer: 2 birds udd rahe the tabhi ek dusre se milte hai.woh dono purane dost hote hai

bird 1 - ooh bhai kaissa hai tu! kitne din baad dikhayi dia!

bird 2 - bas thik thak hu tu bata?

bird 1 - mein v thik hu bas abhi khana dhudne nikla tha!

bird 2 - accha! mein v!.par ajjkal khana dhundte samay kitna khatarnaak ho gya hai! koi insaan humme pakadne ke liye pathar mrta rehta hai. meri behen ki kal isi karaan maut ho gyi! tu khudka dhyaan rakhna!

bird 1- ha tumne yeh baat toh sahi kaha!ha mein apna khyaal rakhunga! tum v rakhna! byeee!!

bird 2- ok bye

Similar questions