Hindi, asked by harish325, 1 year ago

upsarg and pratyay in hindi

Answers

Answered by samikshasingh224
8
Upsarg wah hote h jo mukhya sabd ke aage lgaye jaate h
Pratyay mukhya sabd ke peeche lgaye jaate h
Answered by sarthak1890
6
upsarg means we sabd ya sabdansh jo kisi sabd ke aaramb me judkar uske arth me pariwartan kar dete hain,upsarg kahlate hai


pratay means jo sabdansh ke ant me judkar unke arth me paiwartan la dete hain,unhe pratay kahate hain

harish325: you are completely correct
Similar questions