UPSARG AUR PRATYAY KI PARIBHASHA SHAHID 10 10 UDAHARAN
Answers
Answer:
UPSARGE - jo shabdans kisi mool shabd se pehle junkar uske arth me parivartan kr dete hai unhe upsarge kahte hai.
example: 1. Rita pratidin school jati hai .
2. Prethavi suryaki parikrama krti hai .
3. Riya ne apni purani chijo ka prayog kiya.
4. Ajay ne apne mitra ko apshabd bola .
5. Geeta ne Meera ka sanyog kiya .
PRATYAY- Jo shabdans kisi mool shabd ke ant me junkar uske arth me parivartan kr dete hai unhe pratayay kahte h .
example- 1. sabjiwala sabji bech rha hai.
2. jadugar jadu dikha rha hai .
3.vah yk achha khiladi h .
4.vah khana kha rha h .
5.sare bachhe jhula jhul rhe h .
Answer:
उपसर्ग की परिभाषा
भाषा के वह सार्थक एवं छोटे खंड जो किसी शब्द के आरम्भ में लग जाते हैं एवं उससे मिलकर किसी दुसरे शब्द का निर्माण कर देते हैं।
उदाहरण :
अ + भाव : अभाव
प्रत्यय की परिभाषा
ऐसे शब्द जिनका स्वतंत्र अस्तित्व नहीं होता लेकिन वे दुसरे शब्द के बाद लगकर उनका अर्थ बदल देते हैं, वे प्रत्यय कहलाते हैं।
उदाहरण :
भूल + अक्कड़ :भुलक्कड़
Explanation: