Psychology, asked by AJAYMAHICH, 1 year ago

वो क्या है ?????

जो साल में 1 बार,

महीने में 2 बार,

हफ्ते में 4 बार,

और दिन में 6 बार आती है

Answers

Answered by Anonymous
4
the letter " F "........
in a year there are twelve months. all month not required f only February require the letter f.

ek mahine mein 4 weeks Hote hai first, second third, fourth. in Charo weeks mein keval first or fourth week mein f aata hai.

ek week mein 7 days .
first day, second day, third day, fourth day, fifth day, sixth day, seventh day.
in Sab mein keval 4 f aata hai

ek din mein 24 hours Hote hai .in 24 hours mein se keval( four, five, fourteen, fifteen, twenty four)

MansiArora5: mind ur language
MansiArora5: what is sali
MansiArora5: sorry
MansiArora5: u have written sahi
MansiArora5: sorry
MansiArora5: yes
MansiArora5: :-)
Answered by Divyaalia
18
Hey mate,

Iska answer hai :-) F

# SAAL MEIN 1 BAAR:- Saal mein 12 mahine hote hain January se December tak. In 12 mahino mein keval FEBRUARY mein hi "F" aata hai or kisi machine mein nahi...

# MAHINE MEIN 2 BAAR:- Ek mahine mein 4 hafte hote hain First, Second, Third, Fourth. In 4 hafte mein keval FIRST or FOURTH mein hi "F" aata hai.

# HAFTE MEIN 4 BAAR:- Ek hafte mein 7 din (First day, Second day, Third day, Fourth day, Fifth day, Sixth day, Seventh day) hote Hain. In 7 dino mein se keval FIRST, FOURTH or FIFTH mein hi "F" aata hai.

# DIN MEIN 6 BAAR:- Ek din mein 24 ghante hote hain. In 24 ghanto mein se keval FOUR, FIVE, FOURTEEN, FIFTEN or TWENTY FOUR mein hi "F" aata hai.

HOPE it helps!!!!

Similar questions