vartaman Samaj Ko Sanskrit Kha Ja sakta hai ya sabhya?Taarak Shahid Uttar dijiye
Answers
Answered by
75
vartaman samaj ek sabya samaj hai.....sanskriti veh hoti hai jisme kisi nai vastu ka aavishkar kiya gya ho parantu sabhyata veh hoti h jisme hum us vastu ka istemaal kre ya usse koi nai vastu bnaye.....jaise veh vyakti jisne sui dhaage ka aavishkar kiya hoga veh sanskriti hai aur hum usse naye kapde bnate h veh humari sabhyata hai....Hope this helps :-)
Similar questions
English,
8 months ago
Science,
8 months ago
Social Sciences,
8 months ago
Math,
1 year ago
Biology,
1 year ago