Hindi, asked by QweenRani5566, 3 months ago

Vasant ritu k prakratik soundarya ko darshate huye us par 10 vakya likhiye

Answers

Answered by arpitraj12346
1

1. Vasant ritu ko rituo ka Raja kha jata hai.

2. iska aagman February ya March me hota hai.

3.yah ritu sabhi rituo me sabse jyada manmohak or sunder hota hai.

4.vasant ritu me tapman Madhyam hota hai,matlab na jyada thandi na jyada garmi.

5.vasant ritu vatavarn ko nai jivika pradan karti hai.

6.us samay vriksho par nye pate ane lagte hai.

7.sabhi jagah rang birange phool khil jate hai.

8.vasant rito ko tyoharo ka ritu bhi kha jata hai, kyonki isme holi, Vasant Panchami jaise kai tyohar aate hai.

9.vsant ritu me prakriti apna Apoorva sondarya dikhati hai

10.vasant ritu me charo traf hriyali chhayi rahti hai.

i hope it help you.

Similar questions