Hindi, asked by vishnugs02, 1 year ago

veganik chtan ka vahak para wise summary

Answers

Answered by Anonymous
3
इस अनुच्छेद के वैज्ञानिक चन्द्रशेखर वेंकट रमण विरोधी जीवन यात्रा और उनकी उपलब्धियों सूचना उपलब्ध कराता है। 11 वर्ष की आयु में, रमण विशेष रूप से मैट्रिक की अर्हता के साथ अंग्रेज़ी, भौतिकशास्त्र और बी.ए.में स्वर्ण पदक इंटरमीडिएट प्रथम श्रेणी में और एम.ए. से केवल 18 वर्ष की आयु में भारत सरकार ने कोलकाता में सहायक नियुक्त किए गए विभाग फाइंनेस चार्टर्ड अपनी प्रतिभा अभिभूत था तब तक उनके शिक्षक है। इस अवधि के दौरान, उन्होंने बहूबाज़ार प्रयोग कामचलाऊ उपकरण प्रयोगशाला में अनुसंधान कार्य है। तत्पश्चात् उन्होंने कई भारतीय नमूनोन का अध्ययन किया और इन pirais वैज्ञानिक सिद्धांतों के आधार पर पश्चिमी देशों के इस भ्रम की कोशिश की है कि भारत की तुलना में घटिया वाद्ययंत्र तोड़ने विदेशी उपकरण हैं। बाद में उन्होंने कलकत्ता विश्वविद्यालय की प्रोफेसर के पद को सरकारी नौकरी छोड़कर स्वीकार कर लिया है। यहां, शिक्षण और अनुसंधान में अपने पूरे समय उन् होनें अध्ययन। वर्ष 1921 में जब नीले समुद्र पर थे। रमन समुद्री यात्रा को मारने का प्रश्न है उसकी वज़ह हिलोरें वह इस दिशा में आगे प्रयोग के परिणाम के रूप में प्रकाशित 'रमण प्रभाव पडा है। आंतरिक अध्ययन की संरचना की खोज के कारण रमण पदार्थों का यमन अणु तथा परमाणुओं के साधारण है। उन्हें नोबेल पुरस्कार' 'भारत रत्न'' और ''से नवाज़ा सहित कई प्रतिष्ठित पुरस्कारों भारतीय संस्कृति से जुड़े रमण हमेशा उन्होंने हमेशा अपनी पहचान। वे विचारों के विकास के लिए देश में वै२ाानिक और समर्पित है। वह एक बहुत उन्नत प्रयोगशाला और अनुसंधान संस्थान, बंगलौर में "रमन अनुसंधान संस्थान की स्थापना की गई है। रमण वै२ाानिक जागरूकता और हाजीपुर-कोलकता के हैं। उन्होंने हमेशा संवीक्षा की प्राकृतिक दृश्यो प्रतिमुर्त्ति दिक् कतों को अवगत करादूंगा।

Ankeeru: good ans
Answered by geetika3
0
lekhak batata hai ki jis prakar seb ke girne ke rehesya ko Newton se pehle kisi ne nhi samjha usi tarah samudra ki nili abha ko ko raman se pehle koi samajh nhi paya. 1921 me samudri yatra ke samay raman ghato samudra ki nili abha niharte rahe.unhone man hi man vichar kiya ki samudra ka rang nila hi kyu hota hai? jaise hi unhe apne sawal ka jawab mila ve prasidh ho gaye.
7 November 1888 ko tiruchirapalli, tamil nadu me janme raman ke pita Visakhapatnam me bhotiki aur ganit ke teacher the. inhone B.A. aur M.A. dono hi parikshao me sarvadhik ank prapt kare.raman ke pita unhe bachpan se hi ganit or bhotiki khud hi padate the.
lekhak aage kehta hai ki tatkalin paridthitiyo ki vajah se raman ko vitt mantralaya me naukri karni padi, jabki unka man shodh karya karne me tha. unka pehla shodh patra philosophical magazine me prakashit hua. bharat us samay british shashan ke adhin tha. shodh ityadi karne ke liye sarkar paryapy suvidha uplabdh nhi karati thi.raman din me daftar me kaam karte the or raat ko Kolkata ki choti si prayogshala me apne karya ko samapt karte.
raman ne vividhtapoorn prayog kiye. jaha ek oor unhone yaha khoj kiya ki samudra ka ranh nila kyu hota hai vahi unhone vadyantro par bhi shodh karya kiya.lekhak ki drishti me raman ka yaha karya aadhunik hathyog ka udahran hai.
lekhak yaha spasht karta hai ki jaha violen, chelo ya piano jaise videshi vaadyantro par shodh kiya vahi veena, tanpura or mridgram par bhi shodh kiya.
us samay ke shiksha shastri pr ashutosh mukharjee ne raman ko vishwavidhyalaya me professor ka pad svikar karne ke liye kaha. raman sarkari naukri ki sari sukh suvidhao ko chod kar san 1917 me kolkata vishwavidyalaya ki naukri me aa gaye.1921 me samudra yatra ke doran jab raman ke dimag me samudra ke nile rang ke karan ka sawal uthne laga to unhone aage is disha me prayog kiye. inhi prayog ki antim pariniti raman prabhav ki khoj thi.
lekhak aage batata hai ki raman ne thos aur taral padartho pr prakash ki kiran ke prabhav ke adhyayan karte hue paya ki jab ekvarniya prakash ki kiran kisi taral ya thos ravedar padarth se guzarti hai to uske baad uske varn me parivartan ata hai.raman ki is khoj ka bhotiki ke shetra me parinam yaha hua ki Einstein k vicharo prayogik praman mil gaya.
raman prabhav ki khoj k karan ve duniya ke shreshthatam vaigyanik me shami) ho gaye.unhe kai puraskaro se sammanit bhi kiya gaya hai.unke naam se research institute bhi khula hai .unka nidhan 21 November 1970 ko hua.

hope it helped you
Similar questions