Hindi, asked by modbashirahmed56, 7 months ago

Vidyalay Mein 20 din ki chhutiyon mein aap kya karna Pasand Karenge Uske bare mein batate Hue Apne Mitra ko Patra likhiye​

Answers

Answered by tulikaanand05
0

Answer:

Priya Mitra asha hai tum kushalta se ho gaya yahan sab kuchh bahut achcha hai mujhe bura lag raha hai ki ham sath mein main padh nahin Pa raha hun vaise mujhe a tumse apni purani Captain America ki comic wapas leni thi parantu jab Tak lockdown nahin khatm ho jata tum apne pass hi rakho dhang se rakhna aur apni chhoti bahan se bacha ke rakhna vaise in 20 Diana ki chhutiyon main padhaai khana pina Sona TV dekhna aur crafts aur poti karne mere pass aur koi Kam nahin vaise to tu mujhe jyada potty e for aur crafts shauk nahin tumhare bina ine sab mein Koi maja nahin

Explanation:

Chalo Chalo ab main apni Vani ko viram deta hun vaise a yah baat tum mujhe jarur batana lockdown ke samay mein ya chiti post karne Mera baap jayega pagal

tumhari yad bahut aaegi

tumhari dost

ghar mein lockdown

achcha nahin laga to Lena achcha laga to Mark as brainliest

Answered by Anonymous
0

Answer:

45,Jalalpur

Saran

Dinank:- 07/04/2020

Priya Mitra Praveen,

Saprem Namaste

Main yahan kushal hun or Aasha krta hoon ki tum kushal honge.

Hmare vidyalaya ki chhutiya suru ho chuki h. To main Chahta hoon ki tum mere ghar aao. Taki hm Wrestling dekh ske or uski practice kr ske.

main inn chhutti k dino main wrestling ki practice karunga or Apni pasandida chalchitra dekhunga.

ab main apni kalam ko viram deta hoon.

Tumhara mitra

Mishraji

Similar questions