Hindi, asked by pyakash3smrutiful, 1 year ago

vyakti ki pehchan uski poshak se hoti hai.Udaharan sahit spasht kijiye.

Answers

Answered by Shizarizvi
4
Aisa kaha jaata hai Ki ,vyakti Ki pehchan uske poshak se hoti hai kyunki agar ek sadakchhap aadmi bhi achchhe kapde pahen le to vo bhi ek amir or raees nazar aaega. Aaj kal ka chalan to hum sable aankho Ke same hai,log gande se gande aadmi bhi saaf-suthre kapde pahenkar achchha nazar aata hai. Is baat se yah saabit hota hai Ki agar insane Ke paas achchhe poshak hain tabhi use samaaj me izzat multi hai.
Answered by Anonymous
1
लोग शायद ठीक ही कहते है कि व्यक्ति की पहचान उसके पोशाक से ही होती है । क्योंकि पोशाक ही इंसान के बारे मे सब कुछ सोचने को मजबूर करती है । उदाहरण : किसी मंत्री को लोग उसके कपडो से ही पहचानते है
Similar questions