what is padbandh? Explain the types of padbandh
Answers
Answer:
जब दो या अधिक शब्द नियत क्रम और निश्र्चित अर्थ में किसी पद का कार्य करते हैं तो उन्हें पदबंध कहते हैं।
Explanation:
types of padbandh
1) क्रिया पदबंध
2) सर्वनाम पदबंध
3)विशेषण पदबंध
4)संज्ञा पदबंध
5)क्रिया विशेषण पदबंध
please mark me as BRAINLIST
FOLLOW ME
AND THANKS ;)
Answer:
kai pdo se bna vakyaansh,jo ek hi pad ka kaam krta hai vh padbandh khata hai.
Padbandh ke 5 bhed hote hai-:
•Kriya padbandh
•Visheshand padbandh
•Sarvanaam padbandh
•Sangya padbandh
•Kriya visheshand padbandh Kuch udharan- ---Kriya padbandh ke udharan- •Pathar paani me ludkte chle ja rhe hai.(ludkte chle jaa rhe hai). ---Sangha padbandh ke udharan-
•Sabse tej dodne vala chatra jit gya.(sabse tej dodne vala chatra). ---Visheshan padbandh ke udharan-
•Bhut ghri kaali kamiz pahno.(bhut ghri kaali). ---Sarvanaam padbandh ke udharan-
•Bhar se aaye atithi me se kuch sakahaari hai.(bhar se aaye atithi me se kuch). ---Kriyavisheshan padbandh ke udharan-
•Usne saamp ko pit-pit kr mara.(pit-pit). Bracket me diye shbad kriya,visheshan,sangya,sarvnaam aur kriyavisheshan ke padbandh hai. Aasha hai aapko mera uttar acha lga hoga.
Plz mark as brainliest