Biology, asked by OMG6740, 1 year ago

What is paramesium in hindi full explanation

Answers

Answered by kaddoo
2
paramesium ek aisa jeev hai jo aam taur pe paani mein paya jaata hai uska shape slippers ki tarah hota hai yeh ek sirf ek cell se bana hota hai aur yeh apna khana ya bhojan apne sarir pr paaye jaane wale hairs jis cilia kehte hain unki madad se leta hai .
bas sirf itna hi pata hai sorry aur kuch nhi jaante

kaddoo: y was u disturbing me at the time of answering
kaddoo: thanks
Answered by Anonymous
2
Paramecium ek aise jeev h jo aam tor mein paani mein paya jata h aur Jo ek koshik prani h jo protozoa sang ka prani h.Ye jeev aapne shreer PR lge baalo se bhojan grahan krta h jinhe 'CILIA' kehte h.
Hope it helps!!
Attachments:
Similar questions