Hindi, asked by YK5adsZcutishra, 1 year ago

What is the difference between purane khel aur naye khel

Answers

Answered by dikshaverma4you
8
Purane khelo mein Jo khelne ka samaan use hota tha vo aaj ke khelo ke samaan se different hai. Pehle log paryavaran se jude samaan use karte the but ab bazaar mein khel ke samaan asaani se uplabdh ho jate hai. Purane time ke khel jaise pitthoo, gilli danda, kanche etc. And ab badminton , tennis etc. Cricket was played earlier also but equipments Jo hoti thi vo aaj ke samaan se vary karte hai like stumps etc. are available in the market easily.

dikshaverma4you: Hey. Plzz mark it as best...
Answered by rajeshagrwal33359
0

Answer:

purane Samay Mein khelo ka saman aasani se nahin Milta tha use Samay main log Apne Khel ki jarurat ka saman kab bane the aur ab logon ko banaa Banaya Saman khelon ke liye Mil Jata Hai Jaise board games bhi mil Jaate Hain Use Samay Mein board games Nahin Hote the use Samay Mein gilli danda kanche trees Ki Dali per Jhula banana aur Pakdam Pakdai Lukka chupi Jaise a khel Hote the per ab bacche mobile games mein jyada dilchaspi rakhte Hain Jiski vajah se eyesight weak Ho Jaati Hai per bacchon ko isase koi Fark Nahin Padta

Similar questions