what is the meaning of अब अपना ओर पराया क्या?आबाद रहें रुकने बाले !हम स्वयं बन्धये थे ओर स्वयं हम अपने बन्धन तोड चले
Answers
Answer:
This is a very nice an self contained poem written in old hindi
Explanation:
this means
Now I am alone no one is mine and no one other no friends no enemy
I was the only one who had calmed and kept me quite in a (Bandhan) tied. And I am the only who Brook that trap and now leaving
thanks,
ye pankti deewaano ki hasti kavita se liya gaya h.. is pankti me kavi deewaano ke baare me kehta h ki deewaane har jagah jaakar khusiyaan pehlate h.. way jaha bhi jaate h waha ke log unhe pasand karne lagte h.. lekin jab unka kaam pura hota h voh jagah chor ke chale jaate h..
isliye deewaane apna paraya na dekhkar sab ko khusiyaan dete h.. phirbhi woh waha ke nivasiyo ko apni dua aur pyaar dete jaate h..kavi kehte h kids deewaane apne aap ko swyam hi bandhan me baandhkar har koi ko khusiyaan dene ki puri koshish karte h aur pyaar bhi... lekin jab way sab ko khush kardete h tab way apne banaaye bandhan ko todkar us jagah ko chod kar chale jaate anya logo ko khusiyaan aur pyaar Baatne...