what is utpreksha alankar
Answers
Answered by
58
Jaha upmey aur upmaan ki samaanta ke kaaran upmey mein upmaan ki smbhaavana ya kalpana ki jaaye, yaha Utpreksha alankaar hota hain. Iske vaanchak shabd hain-Manu, maano, janu,jaano, janahu, jaano, manahu aadi.
Example- Paahun jyo aaye ho gaav mein shahar ke,
megh aaye bade ban-than ke savar ke.
{Upmey means-jis vyakati ya vastu ki samaanta ki jaati hain use upmey kahte hain.
Upmaan means-jis prasidhdh(popular) vyakati ya vastu se upmaan ki samanta ki jaati hian, use upmaan kahate hain.}

30
Utpreksha alankar
jahan per upmey me upman ki sambhavna prakat ki jati hai wahan utpreksha alankar hota hai
Similar questions