who is known as the father of Indian cricket
Answers
Answered by
10
नवनगर के महाराजा रणजीतसिंह, जिन्हें "रणजी" भी कहा जाता है, को ब्रिटिश क्रिकेट से जुड़े खेल के इतिहास में उनके शुरुआती शोषण के कारण, और देश में खेल के अपने दृढ़ संरक्षण के लिए भारतीय क्रिकेट के पिता के रूप में भी जाना जा सकता है।
Answered by
0
Bhartiya Cricket ke pita hain "Shri Ranjit Singhji Vibhaji Jadega".
Aisa isiliye kaha jaata hai kyunki Bhartiya cricket main wahi pehle khiladi the.Unhone kayi taraha ki nayi taknikein dhoondh nikalein jinse cricket khelna aasan ho gya.Pehle in taknikon se khelna mana tha per Ranjit ji ne in taknikon ko apnaya naye khiladiyon ache se khelna sikhaya.Unhone pehli baar saal 1896 main Australia ke khilaaf khela England ki team ki taraf se kyunki us samy Indian Cricket Team nhi thi.Kuch samay baad wo Gujrat ke administrator bhi bane.Wo Gujrat ke Shahi parivaar se the.1933 main unka swargwaas ho gya.Unki yaad main Ranji Trophy Cricket matches ki shuruwaat ki gayi.
Similar questions