Hindi, asked by srikanth1234, 1 year ago

why respect towards God is important in our life.

Answers

Answered by jiyajc04
0
bhagwan hamari life mein isliye important hain kyunki unhone hame life di hain
hame unki respect krni chahiye kyunki vo hamari help krte h
agr kabhi unhone hamare sath kch bura kiya h toh iska mtlb yeah nhi ki ham unki respect naa kre kyunki vo kch bura krte h toh accha bhi krte h hamare sath r hame unko thnks krna chahiye ki unhone hame itni acchi life di h parents diye h jo hamara dhyan rakhte h r jo hame pyaar krte h r hamari saari facilities ko poora krte h..........

Answered by Anonymous
0
bhagwan ka aadar krna isliye jruri h kyunki hmsb ke jivn mein jo kuch bhi hota h vo sb bhagwan krte h. hmari jidagi ke hr kone vo hote h hmari rksha krne ke liye aur hme shi rah dikhane ke liye. unke nische hm sbko kbhi kbar shi nhi lgte pr kuch smye bad hme smj mein aajata h ki hmare saath ye kyun hua aur uske bad hm bhagwan ko sukriya aada bhi krte h.

pls mark as the best...........
   

priyarana2k: bhagwan isleye important nhi h ki hum sab k jivan m jo kuch bhi hota h wo bhagwan karte h.....jo kuch bhi karta h wo insaan karta h...wo hamari raksha nh karte ...hum apni raksha khud karte h....bhagwan ka sirf ashirwaad hota h sabke saaath...hame apni madad khud hi karni hoti h...kyoki bhagwan bhi unki hi madad karte h jo apni madad khud karte h....
priyarana2k: bhagwan ek sach h jo hamare jivan se juda h....kuch bhi hta h to hame bhagwan hi kyo sabse pehle yaad aate h....bhagwan hamre man m base h...hame unki izzat karni chahiye kyoki agar hum unki izzat nh karte to mtlb hum apni izzt nh karte.....
Anonymous: Aaisa bhi h kyunki agr vo chahen to ek pl mein tumhara sb kuch nst ho skta h aur ye koi insan nhi kr skta
jiyajc04: kk
Anonymous: what kk????????
jiyajc04: nthng
Anonymous: ohk,,,,,
jiyajc04: hmm
Similar questions