write 15 sentence about village in Hindi
Answers
Answer:
⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇⬇✔✔Gaav
Explanation:
1.Mera Bacchpan Gaav me Gujra Tha.
2.Gav shahr se kahi guna accha hota hai.
3.Gav ki mitti me Bacche khela karte he.
4.Gav me to kudrati padarth ugte he.
5.Isi me Bacchpan bitana matlab Puri Jindagi Khusi Se Gujarna.
6.Bhai Gav To Gav He.
7.Gaav Me Sabhi Gar Sidhe Sadhe Hote He Jisme Hame Kudrati Pawan Milta He.
8.Gaav Me Ham Handpump Ka Shudh Jamin Ka Pani Paate He.
9.Gaav Me Ham Sabhi Bacche Saath Khela Karte He.
10.Gaav Me To Kai Prakar Ke Ped Bhi Hote He.
11.Gaav Me Kai Gaiya Aur Bhenshe Bhi Gumti He Jo Kheti Ke Kaam Aati He.
12.Gaav Me Kai Murgiya Bhi Hote He Jo Hame Ande Deti He
13.Yahi To Ek Jagah He Jaha Kisan Hamare Liye Anaaj Pakate He.
14.Gaav ke Kisan bahut Mehanati Hote He.
15.Kaash Aaj Kal Ke Baccho Ka Bachhapan Gaav Me Gujra Hota.
If You Like Then Follow Me Bro.