Hindi, asked by Liyaz7, 1 year ago

Write a letter to your panchayat president to notice and take remedial action for soil erosion in your village.[in hindi}

Answers

Answered by monu7bishnoi
9
Gaon Sarpanch 
Gram Panchayat 
Bhiwadi, Ajmer
Rajasthan 

Vishay : Mirda Apardan par dhyaan dene babat .

Mananiya Panchayat Mukhiya ji , Jaisa ki ap jaante hi hai ki humaare gaon mai saal dar saal Mirda apardan ki samsyaa badhti hi jaa rhi hai .. chahe garmiyo mai aandhi aur loo ki wahaj se ho yaa baarish mai paani ke tej bahav k karan ho . hum kisaano ke khet aur med kat te hi jaa rhe  hai jiska seedha asar gaon ke sakal gharelu utpaadan .agar aamdani nhi hogi too kisaano ki denik jeevan par bhi prabhav padega.

kisaano ki samiti ne ninam sujhav diye hai ,jis se hum mirda aparadan ki samsya se mil kar lad sakte hai aur kaau pa sakte .
1.hum kheto ki medo ke kinaare aur gaon ki pareedhi ke pass podharopan aur ghaas ugaaye.
2.chattane rakhe gaon kinaare.
3.dhalaan wali jagao pe med lagaaye aur boundary banaye.
4 paane ke bahav ko roke 
5.sarkaar ke vigaaniko kimadad le 

Mukhiya ji hume ummeed aur viswas hai ki aap gaon ki iss jawalat samsyaa par dhyan denge aur atishighra kadam uthaayenge!

Dhanyawaad
YUva  Kisaan Sanghathan 
Bhiwadi Gaon

Similar questions