English, asked by shumailazeeshan490, 8 months ago

write a note on quran ki fazeelat

Answers

Answered by ankushankitkumar
2

Answer:

Hadith: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas ek shakhs aaya aur kaha ke:

“Aye Allah ke Rasool! Agar Mai gawahi du ke Allah ke siwa koi mabood barhaq nahi aur Namaz qayam karu aur Roza rakhu tou mera hisab kin logon ke sath hoga ?”.  Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke “Agar tu yeh 3 kaam par add jaye tou tera hisab Shohda aur Swaleheen ke sath hoga

Beharhaal ye chand Fazail they jo humne aapki khidmat me mukhtasar sa rakhne ki koshish ki.

Aakhir me Allah se Dua hai ke Allah Ta’ala hume kehne sun’ne se jyada Amal ki taufik ata farmaye ,

* Hum tamam ko aaneywale Tamzan ko sahih tareeke se manaane ki taufiq dey,

* iss Ramzan ko humari Zindagiyo ko tabdil karne wala bana dey,

* iss ramzan ka sahi fayda aur taqwa ikhtiyar karne ki allah rabbul izzat hume taufiq dey,

* jab tak hume zinda rakhey islam aur imaan par zinda rakhey.

* khatma humara imaan par ho.

Explanation:

Similar questions