Write a speech for hindi debate for the topic "लोकतांत्रिक व्यवस्था में आज के नेताओं की जबाबदेही आवश्यक नहीं है " . " In a democracy it is not necessary for leaders to answer to the citizens ". The speech should be 2 min long. Plz answer fast.
Answers
Answered by
0
Mujhe aisa lagta hai ki ye manna galat hai ki loktantra main netaon ki
jawabdehi nhi hai.Kyunki yadi neta hi apni naitik zimmedaari se bhagenge to fir desh kaun chalayega.Her badi uplabdhi ke sang humein zimmedaari bhi milti hai.Jab janta apna neta chunti hai to wo yahi sochti hai ki hamara neta hamari her Sambhav madad karega aur hamare sheher ko pragati ki ore agrasar karega.Kyunki sarkar netao ko bohot paise deti hai taki wo apne niyukt sheher main pragati laayein per neta
bhrashtachar ki ore agrasar ho rahe hain.Unhe apne desh ki ore apna farz nibhana chahiye.

uzmasalman03:
But I hv to speak 'for' the topic
Similar questions