Hindi, asked by vikas592, 1 year ago

write an essay on swach bharat abhiyan

Answers

Answered by Prajakta123
23
Desh k vikas k liye swachhta bahut mahatvapurna hai.aaswacchta se bimari failti hai.gharelu tatha sarvajanik swachata swastha vatavaran ka pratik hai.hamein swachata k baren mein logon ko jagruk karna chahiye aur swachata pe aamal karna cahiye.swacch bharat abhiyan kuch aaisa hi hai.
Swach Bharat Abhiyan bharat sarkar dwara shuru kiya ek naya upakram hai.iska uddesh 2 october 2019 tak bharat ko swach karna hai.mahatma Gandiji ka yeh ek sapna tha ki bharat swach rehe aur sab bharatiya swachata k bare mein seekhe aur swach rahe.2 october 2014 ko hamare priya pradhan mantri mananiya shri Narendra Modiji ne khud delli mein sadak saaf karke shubharambh kiya.aab tak kai bade hastiyon ne jaise...........is abhiyan mein hissa liya hai.
safai aur swachata hamari ek samajik jimmedari hai. ........(you may write the last para on own based on importance and goodness of this abhiyan.
Similar questions