"Ye kaisi Duniya Bana daali hamne!" Write an essay... Pls tell ASAP, I need urgently I will mark you brainliest if your answer is very very big Thank you
Answers
prakriti ne hume ek ghar ek upwan iss dharti ke rup me me di, uski parvah kiye bin humne apne he dendaar ko dhokha diya apne hi thali me ched ki aaj hum maushyo ne apni swarth , bhg vilar ke karan apni is duniya ko bahut chati pahuchaiye h, apne nihit karyo aur alasye se apne swarg ko narq bana dala.....manushyo yeh kabhi nhi samjh paya ki jo prakriti par dushkarm kiye h usse bas upwan hi ko nhi balli uske fulo par bhi asar parta h usike falpurvak aaj hume in kathiniyo ka samna karna parta h, manushya itna gir gya ki apne aap ki surksha ke liye di gyi suvighao ko hi nasht kar biatha jaiske nateje hamare samne h....aaj kal hume har din ek nayi bemari milti h , ek nyi pareshani se samna hota h....hum manushya har us vishye par anuched kavya aur researches ki rachna karte h lekin sab ankro ke bavjud hum manushya apni dush krirao se baaj nhi ate.....aaj is laparvahi ya yu kahe apne swarth ke karan hum juj rahe h , abhi bhi kayi log is nazarandaz kar chor dete h lekin pareshanio se jugne waqt dusro par arop prtyarop lagate h......hum apni upchar padatiyo se kayi bemario ko har dete h lekin kya us padati se hum apne pareshani ki jaro tak pahuch sakte h?......nhi jab tak hum apni jaro tak nhi jayenge jab tak ye nhi samjhenge ki "KAISI DUNIYA BANA DI HUMNE?'' tab tak hamara prashn prashn hi reh jayega!.....jiska hal kabhi nhi milega aur ek din hum aur hamara ye upwan puri tarah nasht ho jayega!
I HOPE IT HELPS...PLS MARK ME BRAINLIEST