yogik,, rudh, yogrudh explain
Answers
Answered by
3
Answer: Rudh - Parampara dwara hi kisi vishesh arth ke liye jo shabd rudh ho jate hai, jinhe khand krne par koi arth nhi nikle, ve rudh shabd kehlate hai .
Yogik - Jo shabd ek se adhik shabdo athva shabdansho dwara bne hai tatha jinke khand ke bhi arth hote hai, ve yogik shabd kehlate hai.
Yogrudh - Ek se adhik shabdo athva shabdansho ke mel se bne shabd kisi vishesh ke liye rudh ho jate ho jate hai , ve yogrudh hai.
Hope You Like. !!!!!
Explanation:
Similar questions