(1) “Shahad” se jyada meetha ……… hai.
(2) “Suraj” se jyada Garm ……… hai.
(3) “Badshah” ko ……… chahiye.
(4) “Fakir” ke paas ……… hai.
(5) Jo ……… khayega wo mar jayega.
Sabhi …….. mein ek hi Word aayega. Batao kya ?
Answers
Answered by
27
Kuchh Nahi is the word which comes in every blank.
1)Shahad se meetha kuchh nahi hei
2)Suraj Se jyada garam kuchh nahi he
3)Badshah ko kuchh nahi chahiye
4)Fakir ke pass kuchh nahi hei
5)Jo kuchh nahi khayega wo mar jayega
hope this helps:-)
1)Shahad se meetha kuchh nahi hei
2)Suraj Se jyada garam kuchh nahi he
3)Badshah ko kuchh nahi chahiye
4)Fakir ke pass kuchh nahi hei
5)Jo kuchh nahi khayega wo mar jayega
hope this helps:-)
Answered by
6
1. Shahad se zyada meetha kuch nhi hai
2. Suraj se zyada garam kuch nhi hai
3. Badshah ko kuch nhi chahiye
4. Fakir ke paas kuch nhi hai
5. Jo kuch nhi khayega woh mar jayega
Jo word sabhi blanks mein aajaye woh hai kuch nhi, kyunki in saare vakyon mein wahi thik se baith rha hai
Similar questions