10 lines about nature in Hindi easy
Answers
Dharti per Jivan Jeene Ke liye Bhagwan Hamen bahumulya Prakriti bhent ke roop Mein pradan Kiye Hain .is Prakriti mein bahut Prakar ke Jeev jantu Rehte Hain .ismein Anek Prakar ke ped paudhe nadi pahad Samudra Hote Hain .Prakriti Hamen Anek Prakar ki vastuen Aur upyogi ped paudhe pradan karti hai .Kuchh Pairon se dawai bhi Banai Jaati Hai Jaise neem .prakriti Hamen Anek Prakar ki suvidhaen bhi pradan karti hai .Hamen ped se fal patte phul milte hain.Prakriti Hamari Dhyan rakhti hai .isliye hamen bhi Prakriti Ka Dhyan Rakhna chahie .isliye Hamen Prakriti Ka Khyal Rakhna chahie aur ismein hone wale durupyog se Hamen is Ko Bachana chahie .
प्रकृति का अर्थ है कुदरत। प्रकृति हमारी सबसे अच्छा दोस्त है। प्रकृति ही तो है जो हमें जीने के लिए जरूरी सारी आवश्यकताओं को प्रदान करती है। प्रकृति हमें सास लेने के लिए शुद्ध हवा, पीने के लिए पानी, खाना, देती है।
,;'**';,
___)(___ ❣️❣️❣️❣️
______Hope it helps______mark as brainliest_____