Hindi, asked by parastiwari264, 8 hours ago

16-"योगाभ्यास से होने वाले लाभ" विषय पर दो मित्रों के बीच हुई बातचीत को लगभग 50 शब्दों में संवाद रूप में लिखिए।​

Answers

Answered by rudrahealthcare616
3

Answer:

ram :mujhe tumhari sahayata ki avashyakta hai Shyam :bolo Mitra mein tumhari kaise madad kar sakta hun

Ram :Mitra vyayam ka kya arth hai ?

sham: vyayam ka arth hai sharir ko is Tarah tana sikodna ki vah sthiti mein karya kar sake jis prakar acche bhojan se sharir ka poshan milta hai usi prakar vyayam se sharir lambe samay tak Khushi uchit dasha mein banaa rahata hai.

Ram :hamen vyayam karne se kya labh hota hai?

sham : vyayam se ham bahut bimariyon se apna bachav kar sakte hain jaise . hirday Rog madhumeh motapa aadi.

Ram : kya Aaya hai mansik swasta main bhi labh karta hai

sham : han Mitra vyayam karne se ham tanav se dur rehte hain aur mansik swasthya sundarta hai.

Ram : dhanyvad Mitra mein tumhari sahayata ko Kabhi Nahin bhulunga

sham: tumhara swagat hai.

Similar questions