3 dost the. rajesh,mohen,sohen.rajesh ne mohen se 1000 rupay liye or sohen se 500 liye. Rajesh k 1000 rupay chori ho gye .Uske paas Bache 500. 300 Rajesh be use Kar liye . 200 rupay bache.rajesh ne 100 rupay mohen ko diye or 100 rupay sohen ko diye.ab Rajesh ne mohen ko 900 rupay dene h . or sohen ko 400 rupay dene h . Rajesh ne use Kiya tha 300+900+400=1600? 1600 kaise hue???
Answers
Answered by
3
900+400 - 300 = 1000 ( Jo ki chori ho gaye the) ,
Step-by-step explanation:
Rajesh k 1000 rupay chori ho gye
300 Rajesh ne use Kar liye
to Rajesh ka Debt = 1000 + 300 = 1300
Rajesh ne mohen ko 900 rupay dene h . or sohen ko 400 rupay dene h
to to Rajesh ka Debt = 900 + 400 = 1300
1300 = 1300
Rajesh ne 300 use Kiya tha to 300 judega nahi balki ghatega
900+400 - 300
= 1000 ( Jo ki chori ho gaye the)
Learn more:
Ans- 1 Aadmi ne 1000 diya or dusre ne 500 diya phir raste me 1000 ...
https://brainly.in/question/11318896
Similar questions