Hindi, asked by Anonymous, 1 year ago

आप अपने आसपास के क्षेत्र में जल संरक्षण के लिए कोनसे कदम उठाएंगे ? अपने विचार लिखिए ?


Answers

Answered by het
4
1. Hum BHUMIGAT VARSHA JAL SNGRAHAN(underground rainwater harvesting) ko badhava denge
2.Hum logo ko jal sanrakshan karne ke liye protsaahit karenge avam unhe jal sanrakshan ke mahtva se parichay karayenge.
3.Logo ko paani ke bachaav ke kuch aasan tarike bataayenge jo wah bina apna samay vyarth kiye kar sakte hain
4.Kshetra mein paani ke bachaav ke liye sarkaar se apeel kiya jaa sakta hain aur sarkar ki madad se PAANI BACHAO ABHIYAAN shuru kiye jaa sakte hain.

het: thnx and ur welcome!!
Similar questions