Hindi, asked by sonukumar8552, 1 year ago

Agar internet na hota to kya hota niband hind me

Answers

Answered by PradeepkumarMaurya
7
Bahut kuch nahi hota jaise ki pahle ke log letter bhejte the ab e - mail karte hai. बिना internet ke log face to face Baat nahi kar pate, bina internet ke puri duniya ke log ek dusre ko jante...........
Answered by ImMohammedAnas
9
Aap ka question mujhe bahut pasand aaya!
_________Agar internet na hota toh bahut kuch na hota..

* online banking nahi ho sakta Tha.

* online shopping nahi hosakta tha.

* online bookings nahi hosakta tha.

* seek ne ko nahi mil sakta Tha.

* internet nahi hota toh BRAINLY nahi khel sakte the.

* contact karna mushkil ho sakta Tha

* development nahi hosakta.

* digital India nahi ho sakta tha.

__ADVANTAGE__

* duniya mein khushiya rahega jaise hum aapas main mil kar baat karenge.

* phone mein khel ne bajaye galiyo mein dost ke saath khelenge.

* library ka istimal zyada hoga.

* sukoon rahega.

* gehra knowledge milega ..

* etc...

I hope it will help u..

thanks jazakallah

I expect the BRAINLIEST.
Similar questions