Hindi, asked by VINEETKUMAR1, 1 year ago

Arth ke Aadhar par Rachna ke Bhed

Answers

Answered by Jerry77
3
Hi
The question is supposed to be like this 'arth ke aadhar pr vaky ke kitne bhed hote hai?'
and its ans is
arth ke aadhar pe vaky ke 8 bhed hote hai:-
1. vidhanvacak
2. agyavacak
3. nishedvacak
4. prasnvacak
5. vismayadivacak
6. ekchavacak
7. sandehvacak
8. sanketvacak.
thank you.
explanation :-
1. vidhanvacak vaky use khte hai jo kisi vaky mein kriya ke hone ki suchna de.
2. agyavacak vaky unhe kehte hai jin vaky mei aagya , nivedan ya prarthna ki gye ho.
3. nishedvacak vaky ve hote hai jin vaky mei kriya ke na hone ka bodh hota ho.
4. prasnvacak vaky ve hote hai jin vaky mein kisiko koi prasn kiya jae.
5. vismayadivacak vaky ve hote jo vaky mein vismay ka bodh krate ho
6. ekchavacak vaky ve hote hai jin vaky mein kisi ki manokamna ya ashrivad prkat ho
7. sandehvacak vaky ve hote hai jin vaky mein kary ke hone ka sandeh ho
8. sanketvacak vaky ve hote hai jin vaky mei ek kriya ke hone pr dosre kriya ke hone ka bodh ho.
namaste

VINEETKUMAR1: give all points ke definition
Jerry77: bhai kb tak type krte rahu
VINEETKUMAR1: your views
Jerry77: oky i will give u full explanation
VINEETKUMAR1: okk
Jerry77: now fine
Answered by nitinahlawat135
1
अर्थ के आधार पर आठ प्रकार के वाक्य होते हँ-
1-विधान वाचक वाक्य,
 2- 
निषेधवाचक वाक्य,
 3- 
प्रश्नवाचक वाक्य,
 4- 
विस्म्यादिवाचक वाक्य,
 5- 
आज्ञावाचक वाक्य,
6- 
इच्छावाचक वाक्य,
 7-संकेतवाचक वाक्य,
 8-संदेहवाचक वाक्य

VINEETKUMAR1: give all points ke definition
Jerry77: bhai kb tak likhte rahu
Similar questions