Hindi, asked by coolthaAanpraghan, 1 year ago

भाव पल्लवन कीजिए सूचना का अधिकार सुशासन मे सहायक है

Answers

Answered by monu7bishnoi
4

सुचना का अधिकार सुशासन में सहायक है

Bharat Sarkaar dawara 2002 laagu kiye iss shoochna ke adhikaar ne bhartiya janata ko ek nayi aajadi di hai 50 saal baad .Soochna ka adhikaar ek naya jeevan lay hai sarkaari vayvshta . Aj janta issi adhikaar ki vajah se saksham hui . Wo ab  apne liye kiye gye sarkaar k kaamo ka poora lekha jokha maang sakti ahi . Ab janta ke haath mai wo chhadi hai jo unke jeevan  mai naya sawera layi hai . Jab se RTI act .  aaya hai sarkaar bhi sajag ho gyi hai au rjanat ke parti apni jawaabdehi aur utardaayitav ache se samjhne lagi hai . Aj hum srif ek kagaj ke panne pe hum apna sawal likh kr 7 din ke andar jawab maang sakte hai .Jab se RTI aaya hai bahut se kaam samay par hone lage jaise Passport banwana yaa apne Electricity Bill ki koi samashya ko hal karwana .Ab sab kaam ek tay samay seema mai hone lage hai . Sarkaar bhi har pal sachaayi se kaam krne ki koshis mai lagi  hai . Atah Soochna ka adhikaar Susaashan mai bahut hi sahayak hua hai . 

Similar questions