Boli Kitne Parkar Ki Hoti Hai
Answers
Answered by
14
Answer:
2 types
- bol chal ki boli...
- likhti boli...
Answered by
0
Answer: Boli 18 prakar ki hoti hai.
Explanation: Bhasha ke chetriya roop ko boli kehte hain. Bhasha ka prarambhik roop boli kehlati hai.
Jab ek hi bhasha alag alag chetra me alag tarike se boli jaata hai to usko boli kehte hain.
Bhasha ka chota roop vibhasha hai. Boli vibhasha ke antargat aati hai.
Boli ke 18 prakar hote hain.
- Avadhi
- Bagheli
- Chattishgarhi
- Braj
- Bundeli
- Kannauji
- Hariyanvi
- Kaurvi
- Bhojpuri
- Magahi
- Dakshini
- Maithili
- Jaipuri
- Garhwali
- Mewati
- Kumauni
- Malwadi
- Malvi
#SPJ3
Similar questions