Can anyone give me information about Tulsidas in hindi
Answers
Answered by
1
goswami tulsidas Hindi k mahan kavi hain.unka janm rajapur kasba, uttar Pradesh me hua tha. apne jivankal me kul 12 granth like the. unhe Sanskrit k vidvan hone k sath sath Hindi bhasha ka prasidhh air sarva sreshtha kavi mana jata hai.u he mum aadi kavya Ramayana k rachaita maharishi vaalmiki ka avtar man jata hai. shreeramcharitmanas valmiki Ramayana ka prakarantar se aisa avadhi bhashantar hai jisme anya bhi kai kritiyon se mahtvapurna samagri samahit ki gai thi . ramcharitmanas ko samsta uttar bharat me bade bhakti bhav se padha jata h . isk bad vinaypatrika unka anya mahatvapurna kavya h . tretayug k aitihasik ram-ravan yudhh par adharit unk lrabandh kavya ramcharimanas ko vishva k 100 k sarvasreshtha kavyo me 46va sthan diya gaya.
thank you so much
thank you so much
Answered by
0
हिन्दी साहित्य जगत के विस्तृत नभ में कवि गोस्वामी तुलसीदास एक ऐसे सितारे हैं जिनकी रोशनी से नभ-मंडल प्रकाशित है. गोस्वामी तुलसीदास का नाम आते ही लोग “रामचरित मानस” को याद करते हैं. गोस्वामी तुलसीदास रचित “हनुमान चालिसा” को पढ़ने मात्र से भय का नाश हो जाता है. ऐसे महान कवि वास्तव में हिन्दी साहित्य जगत के अग्रणी कवि और शिरोमणि हैं.
Similar questions