Hindi, asked by Hunnymalhotra, 1 year ago

Can you give hindi explanation fo class 9 chapther ek fool ki chah

Answers

Answered by himani2016
2
ek phool ki chah path me lekhakh ' behad  gareebi ke karan hone wali samasyaoo 'se parichit karata h. path me phaili gayee bhimari ke jall me phasi gareeb bacchi bister par padi hoti h. uska bhichara pita use es halat me dekh kar dukhi so jata h. vah bacchi pita se ek phool ki mang karti h jo devi ma ka prasad ho. pita mandir pohoch jata h aur kis prakar devi ke charno ke chue phool ko  bhi le leta h kintu mandir ke santo  tatha bhakto ko pata chal jata h hi baha achut (अछूत)  h aue esi karancash use jail ho jati h
(mandir ko apavitra karne ke jurm m) . jab pita riha hota h tab jo bhage ghar pohochta h
kintu vah apni beti ko mara hua pata h
itna hi nahi balki uski astiyo ko bhi jala diya hota h

bhichara pita apni beti ki achiri eccha bhi puri nahi kar pata
vah bohot udas aur khur ko kosne lagta h

hopt his helps

plzz mark ans as brainliest

plzzzzzzzzzzzz plzzzz




himani2016: plzz mark brainliest
Similar questions