Hindi, asked by abhiabhishikthabhi, 1 year ago

Char din avakish ka lia pradanacharya KO part

Answers

Answered by AKA1Ashish
1
Pariksha Bhavan
Nyi Dilli
Dinank - 1 janwary 2015
Pradhanacharya 
Kendriya Vidhyalaya
Tagore Garden
Nyi Dilli
Manyavar,
               Savinaya nivedan hai ki mere bade bhai ka vivah dinank-4 janwary 2015 ko hona nischaya hua hai. Vivah ke karyakram me vyast rehne ke karan main char din vidhyalaya me upasthit nahi ho sakunga.
                                                              Apse vinti hai ki 3 se 6 janwary tak ka avkash  dene ka kast  kare, taki main vivah sambandhit karyo ko nipta saku.
Danyawad
Aapka agyakari sisya 
Abhisek
Similar questions