Hindi, asked by anujjaiswal2583, 1 year ago

Chitra varnan on environment 500 words

Answers

Answered by tejaswini95
4
hiii.....

I will give you the answer..

hum jis vatabaran mein rehte hai use Hume hamesha saff sutra rakhna chhaiye..taki hum bhi swasth rahe aur humare aas parish ke log bhi..he hamesha apna paryawaran saaf rakha chhaiye ..kuch log sochte hai ki hum bas apne Ghar tak saaf kR lete hai baki log apni jamin khud saaf kare.. par Hume soch badalne hogi.. kyuki agar hum saaf kR bhi denge tho chote thodi Na ho jayenge.. agar us Gandghi ke karan humare padosi bimar hai tho bimari fail kR Hume bhi ho sakthi hai.. ishi liye Hume apna vatabaran saaf rakhna chhaiye..

aaj ke Dino mein pradusan itna badh gaya hai ki logo ka sash Lena mushkil ho gaya hai..pradusan ke karan humare ozone layer mein bhi hole ho gaya hai ..aur iska jimedar kaun hai hum..sirf aou sirf hum.. agar hum apna paryawaran saaf nhi rakhenge tho yeh hamare liye sabsa jyada hanikarak hoga ...ishi liye Hume apne paryawaran ko saaf rakhne ki sabse jyada aavya sakta hai..

aaj humare paryawaran mein pradusan itna badh gaya hai ki hawa mein bhi Gandghi badh gayi hai .. Aisha chalta raha tho hum jivit nahi reh payenge
Similar questions