detailed summary of parvat pradesh me pavas
Answers
इस कविता में पंत जी ने पर्वतीय क्षेत्र का वर्णन करते हुए कहा है कि यहाँ का सौन्दर्य अद्भुत है। यहां कि प्रकृति हर समय अपना रूप बदलती है। ऊंची पहाड़, जलाशय, तने हुए पेड़, पहाड़ों से कल-कल करते झरने, आकाश में छाए बादल आदि रूपों में प्रकृति अपनी मनोरम छवि दिखा रही है।
Sumitranandan pant ji ne parvatiya sthal ka drishya iss prakat kiya h ki mano koi apni aankho se parvat k pass baithkr dekh rha h. Varsha ritu me parvatiya kshetra me anek pal pal badalte parvatiye drishya dekhne ko milte h.
Parvat ki talhati me asthit nirmal jal se bhara talab me parvato ki srinkhalaye or unki anek barf se dhaki v kuch bhure, safed, kaale baadalo se dhaki chotiya ekdam saaf dikhai deti h. Parvaton par uge hue uche uche ped aise dikhai dete h ki ve kuch aakash ki or dekh rahe h or kuch chinta karte hue jhuk gye h.
Badal aaye, ghanghor barsha karke n jane kha chale gye. Ghangor barsha k karan uche uche shaal k ped dikhai nhi dete h. Charo taraf dhua sa chaya hua h ki mano talab se bhap uth rhi ho. Parvat kshetra me ye sab badalte drishyo ko dekhkr aisa maloom padta h ki mano indrjaal ho.
THANKU!!
❤❤