Dhool chapter mei shishu bholanath ka matlab kya he?
"Neech ko dhuri saman" ved-vakya nahi he. :- Iska matlab kya hota he?Please jaldi help kijiye
Answers
Answered by
8
Dikyihe Dhool Path me Jo shisu bholanath ka jikr Kiya Gaya hai who ek kahani se Mila hai
Lekhak kehna chahte hai ki dhul neech nhi ye hum logo ne dhool ko nich samajh liya hai
Lekhak kehna chahte hai ki dhul neech nhi ye hum logo ne dhool ko nich samajh liya hai
Answered by
23
Kahani mein 'shishu bholanath' ek udaahran ke mutaabik hai. shishu bholanath koi bhi shehri, ucch koti ke parivar ka ek bachcha ho sakta hai, jiske mata-pita usse dhool mein khelna ki ijaazat nahi dete.
"Neech ko dhuri samaan' ved-vakya nahi hai" ka aashay hai ki samaaj mein log vedon tathaa purano aur upanishado ke likhi hui gaathaon ko stya maante hai. par koi tuchh evum neech vyakti dhool samaan hai - ye kisi ved-puran mein nahi likha hai. ata: humein apni dhoori aur ve log jinhe sahayataa ki avashyakta hai, unki izzat karni chahiye aur mahttva samajhna chahiye.
It would be an honour to have this answer rated as Brainliest! Cheers!
Similar questions
English,
8 months ago
Math,
8 months ago
Physics,
1 year ago
Physics,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago