Psychology, asked by utkarshagarwal7503, 1 year ago

Dhup me aane par jalne lagti hai
Chav me aane par murjha jati hai
Hawa chalne par mar jati hai
Batao Kya?


Anonymous: ___k off

Answers

Answered by yuktha182004
5

पसीना है जो धूप में आने पर जलने लगती है चाव में आने पर मुझा जाती है हवा चलने पर मार जाती है.

Answered by AnusritaS98
0

Answer:

Pasina hi vo chiz hai jo dhup mein aane par jalne lagti hai, chav mein aane par murjha bhi jaati hai aur hawa chalne par mar jaati hai.

Explanation:

Peheli dimag ka khel hota hai. Humein lagta hai kuch gazab uttar hoga.Har paheli ka jawab usmei hota hai. Isi liye hum ise paheli kehete hai. Kyun kih jawab hote huye bhi hum, dhoond nahi paate.

Similar questions