disadvantages of river in hindi
Answers
Answered by
17
Jaisa ki sab jaante hai ki Nadiyo ko desh ki jeevan rekha kaha jata hai .Lekin agar ye hi rakhaye apna marg bhool jaaye to bahut khatarnaak sabit ho jata hai .Waise to nadiyo se haaniya kam hi hai par kuch mukhya haaniya nimen hai :
1.Agar nadiyo baad aa jaaye to aas paas ke gaon au rsahro ko jan aur dhan ki haani hoti hai .
2.agar Nadiyaa shookh bhi jaaye to bhi jal santak paida ho jata hai .
3. Nadiyo ka tej bahav khet ki mitti ko baha le jaat hai hai jis Mrida urwaran kahate hai .
4. Naadi mai teji se paani aane par bachhe aur jaanwar doob bhi jaate hai .
5. Pradushit nadiyo se koi laab nhi hota hai .
6.Kabhi kabhi nadi ke tej bahav se une pane pul aur baandh toot bhi jaate hai .

Similar questions