Hindi, asked by zebaanzari9735, 11 months ago

Do Mitro ke beech vyayam ke Vishay par samvad

Answers

Answered by prashanttyagi27
11
ram: kaise ho , sab kuch thik hai ghar par
rajan:sab thik hai tum sunao kai dino se nahi dikh rahe ho
ram:ha sahi kaha main apni bua ke ghar gaya tha
rajan:to vaha jakar masti to bahut kari hogi tumne
ram: hai mine masti bahut kari par maine waha ek aur chijh bhi kari wo hai vyayam
rajan:vyayam, wo kis se sikha tumne
ram: mere bhai se jo ki meri bua ka ladka hai
ranan:to tum ab vyayam roz karte ho
ram: ha main ab har subha vyayam karta hu, isse mera sharir svasth rahta hai aur mann bhi khush rehta hai
rajan: ha vyayam se sharir svasth rehta hai to kya tum mujhe bhi sikhaoge
ram: kyo nahi zaroor
rajan:shukriya challo ab chalte hai asha karta hun tumhara din safal ho
ram: tumhara bhi
Similar questions