Hindi, asked by Jitesh21081, 1 year ago

Ek admi apna ghar sa chala

Answers

Answered by anmol962810
0
chalte chalte wah ek jungle mein ja pahucha
wahan use ek chota baccha mila joki roh raha tha. pehle wah edhar udhar dekhta hain aur samjh jata hain ki baccha kho gaya hain. wah bacche se uske bare mein puchta h kintu use kuch pata nhi chalta kunki wah baccha rote hi ja raha tha .wah use lekar dhabe pe le jata h aur khana khilata h wahan woh baccha kehta h ki main baghwan hoon.aadmi hasne lagta h wah dukandar se kehta h ki bacche ko roti do.Toh dukandar kehta h ki kon sa baccha yahan to koi nhi h. aadmi kehta h ki ye tumhare samne hi toh h kya bol rahe ho. Dukandar kehta h bahisahab aap kya keh rahe ho koi nhi h.aas pas ke log bhi yahi kehte h.phir bad mein woh ladka kehta ki mein tumhare test le raha tha jisme tum paas ho. tumne bina kisi swarth meri sahayata ki main tumhe yeh tehli de raha hoon.ishe le loo Baad mein wo ladka gayab ho jata h .ghar jakar tehli kholene par use sone ki sike milte h...wo samajh jata ki wo ladka koi baghwan hi tha....
Similar questions