Math, asked by anand344kumar, 1 year ago

ek bhai apni 4 bahno se milne gaya



1st bahan ne uski jeb me dekha or jitne paise usme the utne hi or rakh diye


bhai ne wida hote samay kuchh paise bahan ko diye or

2nd. bahan ke paas gaya.

2nd. bahan ne bhi bhai ki jeb dekhi to jitne paise jeb me the utne or rakh diye

bhai ne wida hote samay jitne paise 1st. bahan ko diye the utne hi 2nd. bahan ko diye or chal diya


3rd. bahan ne bhi bhai ki jeb dekhi or usne bhi utne hi paise or jeb me rakh diye


bhai ne 3rd. wali bahan ko bhi utne hi paise diye jitne 1st wali ko diye the


ab bhai apni 4th bahan ke paas gaya 4th. bahan ne bhi bhai ki jeb dekhi or bhai ki jeb me utne hi paise or rakh diye



bhai be apni 4th bahan ko bhi utne hi paise diye jitne 1st bahan ko diye




jab wo wapis hua to uski jeb khali thi




ab sawal ye hai ki bhai kitne paise lekar chala tha or usne apni bahno ko kitne kitne paise diye

Answers

Answered by amit0011
3
bhai 4paise lekar chala that
Similar questions