ek phool ki chah kavita ka kahani roopantar
Answers
Answered by
2
ek fool ki chah kavita achoot ki ku sangati pr ardharit h. Ek baar gav me mahamaari fel gyu thi. pita apni putri sukhiya ko bhar jane se mna krta h taki veh bimari ka shikaar na ho jaye kintu veh nii manti aur khelne clli jati h. Veh jldi hi mahamaari ka shikaar bn jati h. Ab veh sukhiya jo pure din uchal kud krti rhti thi ,ek kone me chup chap pdi thi.Veh apne pita se mata ke prashad ka ek phool manti h. Veh log achoot mane jate the isliye unhe Mandir me pravesh krna mna tha kintu fir bhi pita apni putri ki icha puri krne mandir gya. Use kisine ne na phechana aur use phool bhi mil gya. Kintu baad me kuch logo ne use phchan liya aur usko pkdkr mara aur jel me dalwa diya. Sukhiya ke pita ko 7 din ki jel hui thi. usne veh saat din apni putri ki yaad me bhut kdinayi se bitaye. jb weh jel se riha hokr ghar pucha to use pta chla ki uski beti mr chuki aur rishtedaro ne uska antim sanskar kr diya h.Veh apni beti ko aakhiri baar dekh bhi na paaya
Similar questions