essay on door ke dhol suhavne hote hain
Answers
Answered by
6
yeh aik haqeeqat hai ke jo cheez hamare paas hoti hai hum uski qadar nahin karte aur jo shay hamari puhanch se door hoti hai hum uske peeche lapakte hain. tareef aur pasand deedgi ki umer bohat kam hoti hai, jis ke hum madah hote hain. usse waqfiat barhne aur usay kareeb se dekhne ke baad yeh jazbat bohat jald khatam ho jaate hain. humein apne kareeb ki cheez main kashish mehsoos nahin hoti balke door ki shay humein haseen dikhayi deti hai. kareeb jakar pata chalta hai ke yeh tu faraib tha, saraab tha. sitare zameen par khare hokar bare dilkash lagte hain magar paas jakar pata chalta hai ke banjar tu hain so hain magar unki roshni bhi churayi hui hoti hai. kisi ne sach hi kaha hai ke door ke dhol suhane.
Please mark it as brainiest answer .....................
Unnati1230:
Please mark it as brainiest answer ..
Answered by
3
yeh aik haqeeqat hai ke jo cheez hamare paas hoti hai hum uski qadar nahin karte aur jo shay hamari puhanch se door hoti hai hum uske peeche lapakte hain. tareef aur pasand deedgi ki umer bohat kam hoti hai, jis ke hum madah hote hain. usse waqfiat barhne aur usay kareeb se dekhne ke baad yeh jazbat bohat jald khatam ho jaate hain. humein apne kareeb ki cheez main kashish mehsoos nahin hoti balke door ki shay humein haseen dikhayi deti hai. kareeb jakar pata chalta hai ke yeh tu faraib tha, saraab tha. sitare zameen par khare hokar bare dilkash lagte hain magar paas jakar pata chalta hai ke banjar tu hain so hain magar unki roshni bhi churayi hui hoti hai. kisi ne sach hi kaha hai ke door ke dhol suhane.
Similar questions
History,
7 months ago
World Languages,
7 months ago
English,
1 year ago
Computer Science,
1 year ago
Math,
1 year ago