Hindi, asked by Naz8irrosganayva1n, 1 year ago

examples for padbandh?

Answers

Answered by rakeshranjan385
52
जब दो या अधिक (शब्द) पद नियत क्रम और निश्र्चित अर्थ में किसी पद का कार्य करते हैं तो उन्हें पदबंध कहते हैं।

जैसे-

1. तेज चलने वाली गाड़ियाँ प्रायः देर से पहुँचती हैं।
2. उस घर के कोने में बैठा हुआ आदमी जासूस है।
3. चार ताकतवर मजदूर इस भारी चीज को उठा पाए।
4. अब दरवाजा खोला जा सकता है।
5.
कुछ लोग सोते-सोते चलते है।




Answered by Nikki57
144
Kai pdo se bna vakyaansh,jo ek hi pad ka kaam krta hai vh padbandh khata hai.
Padbandh ke 5 bhed hote hai-:
•Kriya padbandh
•Visheshand padbandh
•Sarvanaam padbandh
•Sangya padbandh
•Kriya visheshand padbandh

Kuch udharan-

---Kriya padbandh ke udharan-
•Pathar paani me ludkte chle ja rhe hai.(ludkte chle jaa rhe hai).

---Sangha padbandh ke udharan-
•Sabse tej dodne vala chatra jit gya.(sabse tej dodne vala chatra).

---Visheshan padbandh ke udharan-
•Bhut ghri kaali kamiz pahno.(bhut ghri kaali).

---Sarvanaam padbandh ke udharan-
•Bhar se aaye atithi me se kuch sakahaari hai.(bhar se aaye atithi me se kuch).

---Kriyavisheshan padbandh ke udharan-
•Usne saamp ko pit-pit kr mara.(pit-pit).

Bracket me diye shbad kriya,visheshan,sangya,sarvnaam aur kriyavisheshan ke padbandh hai.

Aasha hai aapko mera uttar acha lga hoga.

duragpalsingh: Good
Nikki57: thanks
Nikki57: thanks
Similar questions