ghisa कक्षा लगने के पूर्व क्या-क्या तैयारी करती करता था
Answers
Answered by
1
Answer:
ghisa kaksha lagne ke purv pipal ki chaya ko gobar Mitti se lipta tha FIR Naha kar kaksha Mein kanch ki dawat tute nib aur Kalam ped K Kotar se nikalkar yatha sthan Rakh deta tha Moti roti aur kuchh namak ya thoda chabaina aur gud Ki Dali bagal Mein dabakar vah ganga tat par aakar mahadevi ji ka rasta dekhta tha jaise hi nav⛵ pass mein Aata Guru sahab ke aane ki khabar Apne sathiyon ko deta aur ped Ke niche aakar baith Jata.
Please try to understand
hope it will help
mark me a brainliest...
Similar questions