Hindi, asked by ancharizen, 1 year ago


Give an 'anuched on samaj ke prati media ka kartavya'

Answers

Answered by monu7bishnoi
1
Samaj Ke Prati Media ka Kartavya :
Kahate hai ki Media Samaj ka 4th isthaambh hota hai .wo hi samaj ko sahi dhang se chalne aur margdarsak ka karya karta hai . isliye Media ka kartavya aur jimmedaari aur bhi jaayda badh jaait hahi jab samaj mai charo taraf jhooth aur apraadh ka bol bala ho . jab har taraf dange aur aatankwaad ki chaay aho to Media ko hi aage aakar ye andhera hatana chahiye kyuki ye uski sawdhaanik jimedaari banti hai .
media kabhi bhi apni rai vayakti vishesh yaa kisi vardg vishesh ko dhyaan mai rakh kr naa de . use sabhi dharm au rjaatiyo ko saman samj kr apni rai deni chahiye. khabro se jaayda upbhogtawaad aur advartisement ko badhawa nhi den achahiye . uske desh ki ekta aur akhanta ko amboot krne ka kaam krna chahiy e.
mukhyatah yuvao au balko k a dhyaan rakh kar khabre aur karyakaram prasaarit kare aur chaape .
Similar questions