Hindi, asked by sanjanaRawat, 1 year ago

Hindi bhasha ka Janam se huwa

Answers

Answered by utkarsh459
1
hindi bhasha ki utpatti sanskrit bhasha se hui hai
jaisa ki aap hindi bhasha me tatsam aur tadbhav sabd dekh sakte hai
Jyadatar sabhi bhashao ki utpatti sanskrit bhasha se hi hui hai
Answered by iraAnsari
1
hindi bhasha ka janam sanskrit kikokh se hua hai....hindi bhasha hmare pure bharat msi mahtvapurna sthan hai. kalantra mai sindhu nadi ke paak ka sampurna bhag ko hind kha jane lga tatha hind ki bhasha hi hindi kehlaayi
. hindi bhasha ki lipi. ko devnagirilipi kha gya.hmare bharat ki pratham desh bhasha kha jata hai.
Similar questions